kuch baatein ankahi...
haale dil kaise kahe unse,
ab tak to anjaan hain khud se,
woh puchte hain humari daastan,
jo hum khud hi ab tak samjh na paaye,
kahna chahte hain bahut kuch,
khamosh ho jate hain lab ,
nazaron ki jubaan kaise samjhaye unhe,
woh bhi dube hain ek dard me,
ye kaisa ajeeb rishta hai.........
na woh kahte hain na hum,
milan ki arzoo hai aur hai judai ka gham,
na woh samjh sake na hum.
ab tak to anjaan hain khud se,
woh puchte hain humari daastan,
jo hum khud hi ab tak samjh na paaye,
kahna chahte hain bahut kuch,
khamosh ho jate hain lab ,
nazaron ki jubaan kaise samjhaye unhe,
woh bhi dube hain ek dard me,
ye kaisa ajeeb rishta hai.........
na woh kahte hain na hum,
milan ki arzoo hai aur hai judai ka gham,
na woh samjh sake na hum.

